Sankatnashan Shree Ganesh Stotra
Pranamya ShirsaDevam GauriPutra Vinayakam .. Bhaktavasam SmareNityam AyuhuKamartha Siddhaye..1
Prathamam Vakratundamcha Ekdantam Dwitiyakam .. Tritiyam KrishnaPingaksham GajaVakram Chaturthakam..2
Lambodarm Panchamam cha Shashtham Vikatmeva cha .. Saptam VighnaRajendram Dhumravarnam Tathashtakam..3
Navam Bhalachandram cha Dashmamtu Vinayakam .. Ekadasham Ganapatim Dwadasham tu Gajananam..4
Dwadashaitani Namani TriSandhyai Yah Pathennarh .. Na cha Vigna Bhayam Tasya sarva Siddhi Karam Prabho..5
Vidyarthi Labhate Vidyam, Dhanarthi Labhate Dhanam .. Putrarthi Labhate Putram, Moksharthi Labhate Gatim..6
Japed Ganapati Stotram Shadbhir Masaihi Falam Labhet .. Samvastarena Siddhim cha Labhate natra Sanshayh..7
Ashtobhyo BhahmaneBhyascha Likhitva Yah Samarpayet .. Tasya Vidya Bhavet Sarva Ganeshsya Prasadatah. ..8
Om Jai Jagdish Hare Lyrics
Om Jai Jagadish Hare, Swami Jaya Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat, Bhakta janon ke sankat, Kshan me door kar
Om Jai JagadishHare
Jo dhyave phal paave, Dhukh vinashe man ka, Swami dhukh vinashe man ka
Sukha sampati Ghar aave, Sukha sampati Ghar aave, Kashht mite tan ka
Om Jai Jagadish Hare
Mata pita tum mere, Sharan padun mai kis ki, Swami sharan padum mai kis ki
Tum bina aur na doojaa, Tum bina aur na doojaa, Asha karun mai kis ki
Om Jai Jagadish Hare
Tum pooran Paramatma, Tum Antaryaami, Swami Tum Antaryaami
Para brahma Parameshwara, Para brahma Parameshwara, Tum sab ke Swami
Om Jai Jagadish Hare
Tum karuna ke saagar, Tum palan karta, Swami Tum palan karta
Mai sevak tum swaami, Mai sevak tum swaami, Kripa karo bhartaa
Om Jai Jagadish Hare
Tum ho ek agochar, Sab ke prana pati, Swami sab ke prana pati
Kis vidhi miloon dayamaya, Kisi vidhi miloon dayamaya, Tum ko mai kumati
Om Jai Jagadish Hare
Deena bandhu dukh hartaa, Tum rakshak mere, Swami tum rakshak mere
Apane hast uthao, Apane hast uthao, Dwar khada mai tere
Om Jai Jagadish Hare
Vishaya vikar mithao, Paap haro deva, Swami paap haro deva
Shraddha bhakti badhao, Shraddha bhakti badhao, Santan ki seva
Om Jai Jagadish Hare
Tan man dhan sab kuch hai tera, Swami sab kuch hai tera
Tera tujh ko arpan, Tera tujh ko arpan, Kya laage mera
Om Jai Jagadish Hare
Om Jai Jagadish Hare, Swami Jai Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat, Bhakta janon ke sankat, Kshan me door kare
Om Jai Jagadish Hare
Sri Hanuman Chalisa in English
(Doha)
Shri Guru Charan Sarooja-raj Nija manu Mukura Sudhaari | Baranau Rahubhara Bimala Yasha Jo Dayaka Phala Chari ||
Budhee-Heen Thanu Jannikay Sumirow Pavana Kumara | Bala-Budhee Vidya Dehoo Mohee Harahu Kalesha Vikaara ||
Choupai
Jai Hanuman gyan gun sagar | Jai Kapis tihun lok ujagar ||
Ram doot atulit bal dhama | Anjaani-putra Pavan sut nama ||
Mahabir Bikram Bajrangi | Kumati nivar sumati Ke sangi ||
Kanchan varan viraj subesa | Kanan Kundal Kunchit Kesha ||
Hath Vajra Aur Dhuvaje Viraje | Kaandhe moonj janehu sajai ||
Sankar suvan kesri Nandan | Tej prataap maha jag vandan ||
Vidyavaan guni ati chatur | Ram kaj karibe ko aatur ||
Prabu charitra sunibe-ko rasiya | Ram Lakhan Sita man Basiya ||
Sukshma roop dhari Siyahi dikhava | Vikat roop dhari lank jarava ||
Bhima roop dhari asur sanghare | Ramachandra ke kaj sanvare ||
Laye Sanjivan Lakhan Jiyaye | Shri Raghuvir Harashi ur laye ||
Raghupati Kinhi bahut badai | Tum mam priye Bharat-hi-sam bhai ||
Sahas badan tumharo yash gaave | Asa-kahi Shripati kanth lagaave ||
Sankadhik Brahmaadi Muneesa | Narad-Sarad sahit Aheesa ||
Yam Kuber Digpaal Jahan te | Kavi kovid kahi sake kahan te ||
Tum upkar Sugreevahin keenha | Ram milaye rajpad deenha ||
Tumharo mantra Vibheeshan maana | Lankeshwar Bhaye Sub jag jana ||
Yug sahastra jojan par Bhanu | Leelyo tahi madhur phal janu ||
Prabhu mudrika meli mukh mahee | Jaladhi langhi gaye achraj nahee ||
Durgaam kaj jagath ke jete | Sugam anugraha tumhre tete ||
Ram dwaare tum rakhvare | Hoat na agya binu paisare ||
Sub sukh lahae tumhari sar na | Tum rakshak kahu ko dar naa ||
Aapan tej samharo aapai | Teenhon lok hank te kanpai ||
Bhoot pisaach Nikat nahin aavai | Mahavir jab naam sunavae ||
Nase rog harae sab peera | Japat nirantar Hanumant beera ||
Sankat se Hanuman chudavae | Man Karam Vachan dyan jo lavai ||
Sab par Ram tapasvee raja | Tin ke kaj sakal Tum saja ||
Aur manorath jo koi lavai | Sohi amit jeevan phal pavai ||
Charon Yug partap tumhara | Hai persidh jagat ujiyara ||
Sadhu Sant ke tum Rakhware | Asur nikandan Ram dulhare ||
Ashta-sidhi nav nidhi ke dhata | As-var deen Janki mata ||
Ram rasayan tumhare pasa | Sada raho Raghupati ke dasa ||
Tumhare bhajan Ram ko pavai | Janam-janam ke dukh bisraavai ||
Anth-kaal Raghuvir pur jayee | Jahan janam Hari-Bakht Kahayee ||
Aur Devta Chit na dharehi | Hanumanth se hi sarve sukh karehi ||
Sankat kate-mite sab peera | Jo sumirai Hanumat Balbeera ||
Jai Jai Jai Hanuman Gosahin | Kripa Karahu Gurudev ki nyahin ||
Jo sat bar path kare kohi | Chutehi bandhi maha sukh hohi ||
Jo yah padhe Hanuman Chalisa | Hoye siddhi sakhi Gaureesa
Tulsidas sada hari chera | Keejai Nath Hridaye mein dera ||
(Doha)
Pavan Tanay Sankat Harana | Mangala Murati Roop ||
Ram Lakhana Sita Sahita | Hriday Basahu Soor Bhoop ||
Hanuman Aarti Lyrics In English
Doha
Laal Deh Laali lase, Aru Dhari Laal Langoor.
Vajr Deh Danav Dalan, Jai Jai Jai kapi Sur..
Pavan suth Hanuman Ki Jai..
Choupai
Aarti Ke Jai Hanuman Lalaki. Dusht dalan Raghunath kalaki.
Aarti Ke Jai…
Jaakay bal say giriwar kaapay, Roog doosh jakay nikat na jhankay.
Anjani putra maha balli daayee, Santan kay prabhu sada sahaye.
Aarti Ke Jai…
Day beeraa Raghunath pataway, Lanka jaaree seeya soodi laayee
Lanka so koti Samundra Seekhaayee, Jaat pawansut baran layee
Lanka Jaari Asur Sanghaaray, Seeya Ramjee kay kaaj sawaray.
Aarti Ke Jai…
Lakshman moor chet paray Sakaaray, Aani Sajeewan praan ubaaray
Paitee pataal toori jam kaaray, Ahi Ravana kee bujaa ukhaaray
Baayay bujaa asur dhal maaray, Dahinay bujaa sant jan taray.
Aarti Ke Jai…
Sur nar Muni arati utaray, Jai jai jai Hanuman ucharaay
Kanchan thaar Kapoor loo chaayee, Aaaarati karat Anjani maayee
Jo Hanuman kee Aaarati gaaway, Basee Baikoontha param pad paaway.
Aarti Ke Jai…